Bewafa Shayari In Hindi
Bewafa Shayari Images, Best Bewafa Shayari in Hindi, Love Bewafa Shayari | By Prayash Jha
Muze kitni hasrat thi uske pyaar ko pane ki,
Lekin unhone apni hasrat mein kisi aur ko basa rakha tha.
Aaj akela hoon toh kya hua,
Koi mera apna bhi tha, bewafai se hi sahi.
Kabhi gam toh kabhi tanhai ne maara,
Murshid, mujhe toh uski bewafai ne maara.
Jahan se jeena accha lage, wahin se bichhad jaana,
Phir bhi agar main tumhein bewafa kahun, toh mukar jaana.
Mujhe log keh rahe the unki mohabbat jhuthi hai,
Lekin phir bhi hum unka kirdar na pehchan sake.
Komal aur dayalu banti thi jo kal tak,
Aaj wohi mere rone ki wajah ban gayi.
Main kar raha tha khyal tera is khyal se,
Ki tere khyal mein koi aur na aa jaaye... BEWAFA!
Jo kisi aur ka ho gaya, humen rota chhod gaya,
Ab uski kadar kyun karein, jo bewafai karke chala gaya.
Pehle ishq,
phir dhokha, phir bewafai,
Isi silsile ne hamen barbad kiya hai.
Ae zindagi, tune toh ek baar bhi mujhe mudkar nahi dekha.
Dil kisi se tabhi lagana jab dil ko padhna seekh lo,
Kyunki aajkal market mein
bewafai
ka class diya ja raha hai.
Hamen sacha pyaar nahi milta, humen wafa nahi milti,
Milta hai toh bas har mod par dhokha aur dhokha.
Bewafa hai toh kya hua, mat kaho bura usko,
Kisi mod par uska bhi toh dil kisi ne toda hoga.
Janaza mera uth raha tha, phir bhi use takleef thi aane mein,
Bewafa ghar mein baithi rahi, ki kahin mera dard na zahir ho jaaye zamane mein.
Karke wada woh mukar gaya,
Main jise apna maanta tha woh badal gaya.
Is jahan mein
pyaar
ka nateeja humne bura dekha,
Wafa ke naam par humne har shakhs ko bewafa dekha.
Har bhool teri maaf ki, har zakhm ko bhula diya,
Gham toh bas is baat ka hai, ki tune mere pyaar ka
bewafai se sila diya.
Teri toh nature thi sabse mohabbat karne ki,
Hum
bewajah
khud ko sabse khush-naseeb samajhne lage.
Mujhe jhuthi baatein nahi, tera sacha pyaar chahiye tha,
Lekin tune hamare beech bewafai ki lakeer ko khinch diya.
Tune hi laga diya ilzaam hum par ae bewafa,
Jispar maine kabhi apni poori jaan lutai thi.
itni badhiya shayari dene ke liye aapka dhanywad Bewafa Shayari In Hindi
जवाब देंहटाएं